Healthy foods hindi

healthy foods hindi, Ek fruits information Website hai is Website Me Aapko Fruits Ke baare Me Bataya Jata hai Ki fruits Ke Benefits Kya hai

Articles

Wednesday, 27 June 2018

June 27, 2018

Kaju Khane Ke fayde in Hindi ( Cashew benefits in Hindi )

Cashew Kaju

Kaju ( Cashew ) Khane Ke Bahut hi Jyada fayde ( benefits ) hai Kaju ( Cashew ) Ko Jyadtar Log Mithaiyo Me Dalte hai Kaju ( Cashew ) Bahut Saare Vitamins Se bhara hua hai Kaju ( Cashew ) Bahut Saare Bimariyo Se Bachata hai Kaju ( Cashew Dry fruit ) Ek Dry fruits hai Kaju ( Cashew ) Sondarya Ko badhata hai Kaju Ko English Me Cashew Kaha Jata hai Kaju ( Cashew Vitamins ) Me Paye Jane Wale Vitamins Jaise Ki Vitamin E , Magnesium , iron , Copper , potentiam , Magniz , Or Bahut Saare Vitamins Or Minerals Kaju ( Cashew ) Me Paye Jate hai Kaju ( Cashew ) Khane Se Dil Ki Bimariya Kam hotie hai to Agar Aapko Nahi Pata Ki Cashew Ke Kya benefits hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Kaju ( Cashew benefits ) Khane Ke Saare faydo Ke Baare Me pata Chal Jayga

Cashew Kaju

Kaju Khane Ke fayde in Hindi ( Cashew benefits in Hindi )



1. Kaju ( Cashew ) Khane Se Bal Or twacha Bahut Sundar ho Jate hai Kyu Ki Kaju ( Cashew ) Me Protein Bahut Matra Me paya Jata hai is Liye Kaju ( Cashew ) Khane Se Bal Or twacha Bahut Sundar rahte hai


2. Kaju ( Cashew ) Cholesterol Ko Niyantrit Karta hai Jaisa Ki Aap Sabhi Log Jante hai Ki Kaju ( Cashew ) Me protein Bahut Matra me paya Jata hai Or yah Jaldi pach Jata hai or Saath hi Kaju ( Cashew ) Me iron paya Jata hai is Liye Kaha Jata hai Ki Khun Ki Kami Ko Dur Karta hai Aap Kaju ( Cashew ) Ko Khun Ki Kami Dur Karne Ke Liye Kha Sakte hai


3. Kaju ( Cashew ) Me Vitamin B Bahut Matra Me paya Jata hai Kaju ( Cashew Eat ) Khane Se Yurik Asid Band ho Jata hai Or Kaju ko rojana Khane Se Blood-pressure Control me rahta hai


4. Kaju ( Cashew protein ) Me protein paya Jata hai Jo Ki haddiyo Ko Majbut banane me Aapki Madat Karta hai Or Saath hi Kaju Me paye Jane Wala mono Sanchuretad fat Dil Ko Swasth rakhta hai Or Aapke Dil Se dudi Bimariyo Ke khatre Ko Kam Karta hai to Kaju ( Cashew benefits ) hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai


5. Kaju ( Cashew ) Me Me Antioxidant Paya Jata hai Or Vitamin E , hote hai Jo ki Canser Se Bachaw Karne Me Aapki Madat Karte hai


6. Kaju Me Vitamin B Paya Jata hai rojana Kaju ( Cashew ) Ko Khane Se hamari yaddash tej ho Jati hai



Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Kaju Khane Ke Kya fayde hai to Agar Aapka ( Kaju Khane Ke fayde in Hindi ) Ke related Koi bhi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Kaju Khaiye Or Swasth rahiye

Tuesday, 26 June 2018

June 26, 2018

Strawberry Khane Ke fayde in hindi ( Strawberry benefits in hindi )

Strawberry


Strawberry Sabhi Logo ko Bahut Pasand hai Strawberry Dikhne Me Lal Dikhta hai Or Saath hi iska test Bhi Bahut Swadist hota hai Strawberry hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Strawberry Me Khafi Matra Me Magnesium , Faiber , Aayodin , Copper , Potentiam , Vitamin B , Or Bhi Bahut Kuch Strawberry Me Paya Jata hai Agar Aapko Nahi Pata Ki ( Strawberry Ke benefits Kya hai ) to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Strawberry Ke Saare benefits Ke baare Me Pata Chal Jayga

Strawberry

Strawberry Khane Ke fayde in hindi ( Strawberry benefits in hindi )



1. Aakho Ke Liye bahut fayde Mand hai Strawberry Strawberry Me Antioxidant Paya Jata hai Jo Ki Aakho Ko Motiyabindu hone Se Bachata hai


2. Strawberry immunity Ko badhata hai Strawberry Me Vitamin C , Bahut Matra Me Payi Jati hai is Ki Wajaha Se immunity Badhne Me Madat Milti hai Or Saath hi infarction , Se bachata hai Ek Cup Strawberry Se Dinbhar Ki Vitamin C , Ki Aawsyakta Puri hotie hai


3. Strawberry Khane Se Kabj Me rahat Milti hai Strawberry Me Kafi Matra Me Faiber , Paya Jata hai is Ki Wajaha Se Pachan Kriya Me Madat Milti hai



4. Strawberry Haddiyo Ke Liye bahut fayde Mand hai Strawberry Me Magnesium Bahut Matra me paya Jata hai Jo Ki haddiyo Ko thikk prakar Se Vikas Karta hai is Liye Haddiyo Ke Liye Magnesium , potentiam , Haddiyo Ke Liye bahut fayde Mand hai


5. Strawberry high-blood pressure Logo Ke Liye bahut fayde Mand hai potentiam Dil Ke Liye bahut fayde Mand hai Strawberry high-blood pressure Ko Low Karne Me Madat Karta hai


6. Agar Aapko Vitamin C , Ki Kami hai to Aapko Strawberry Khana Chahiye Kyu Ki Strawberry Vitamin C , Ki Kamiyo Ko Pura Karta hai Strawberry Me Vitamin C , hone Ke Wajaha Se twacha Ki Chamak Badhti hai Or Saath hi Sar dard , tanaw , Jaisi Samasya O Se rahat Milti hai Or Aapki Skin glow hotie hai



Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Strawberry Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka ( Strawberry Khane Ke fayde in hindi ) Ke related Koi bhi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Strawberry Khaiye Or Swasth rahiye

Monday, 25 June 2018

June 25, 2018

Kishmish Khane Ke fayde in hindi ( raisins benefits in hindi )

raisins Kishmish

Aaj ham Kishmish Khane Ke faydo Ke Baare Me Janenge Kishmish Apne guno Ke Liye Jani Jati hai Kishmish Ko English Me raisins Kaha Jata hai Kishmish ( raisins ) Khane Ke Kai fayde hai Kishmish ( raisins ) har Ki Si Ko bahut Pasand hai Angoor ro Ko Dhup Me Sukhakar Kishmish ( raisins ) Bante hai to Agar Aapko Nahi pata Ki Kishmish ( raisins benefits ) Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Kishmish ( raisins benefits ) Khane Ke Saare faydo Ke Baare Me pata Chal Jayga

raisins Kishmish

Kishmish Khane Ke fayde in hindi ( raisins benefits in hindi )



1. Kishmish Yani Ki raisins Me Faiber Paya Jata hai Jo Ki Pachan Kriya Me Bahut Sahayak hai 12 Kishmish rat ( Night ) Me Ek glass Pani Me Bhigo Kar rakh lijiye Or Subha Khali pet is Pani Ko Kishmish ( raisins ) Ke Saath pi Lijiye Aisa Karne Se pachPa Kriya Me Sahayak hota hai


2. Anaemia Se bachata hai Kishmish Kishmish ( raisins iron  ) Me iron bahut Matra Me paya Jata hai rojana Pani Me bhige hua Kishmish ( raisins )  Khaiye rojana Pani me Kishmish Bhigo Kar Khane Se Khun badhta hai Or is prakar Anaemia Se Aap Bach Sakte hai


3. Kishmish ( raisins Eating ) Khane Se Haddiya Swasth Or Majbut rehti hai Kishmish ( raisins ) Me Bahut Matra me Calsiam , Micro Nutrin paye Jate hai iske Wajaha Se Haddiya Swasth Or Majbut rehti hai


4. Kishmish ( raisins Vitamin benefits ) Me glucose , fractos , Bahut Matra Me hote hai iski Wajaha Se Sharir Ko Urja pradan Milti hai Or Log Kahte hai Ki rojana Kishmish ( raisins Eating ) Khane Se Kamjori Nahi Aati hai Or Saath hi Wajan badhta hai


5. Kishmish ( raisins ) Me Faiber , Or Bhi Bahut Kuch Kishmish Me Paye Jate hai Jo Ki Cholesterol Ko Niyantrit Karte hai Or Dil Ki Bimariyo Se Bachati hai



Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Kishmish Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka ( Kishmish Khane Ke fayde in hindi ) Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Kishmish Khaiye Or Swasth rahiye

Sunday, 24 June 2018

June 24, 2018

Badam Khane Ke fayde in hindi ( Almond benefits in hindi )

Almond Badam

Badam Khane Ke fayde Aapne Jarur Suna hai Ki Badam ( Almond ) hamare Dimag Ko tej Karne Me Bahut Madat Karta hai Badam ( Almond ) har Ki Si Ko Pasand Badam ( Almond ) Ko Pani Me Bhigo Ke Khaya Jata hai Badam ( Almond Vitamins ) Me Bahut Saare Vitamins Paye Jate hai Jo Ki hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Badam ( Almond Vitamins ) Me Paye Jane Wale Vitamins Jaise Ki Vitamin E , Vitamin B , Protein , Calsiam , Potentiam , Faiber , iron , Or Bhi Bahut Saare Vitamins Badam ( Almonds Vitamins ) Me Paye Jate hai Bache , Budhe har Koi Badam ( Almonds ) Ko Khate hai Or Badam ( Almond ) Sabki Pasand Ban Chuki hai Agar Aapko Nahi Pata hai Ki Badam ( Almond benefits ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Badam ( Almond benefits ) Khane Ke Saare faydo Ke Baare Me pata Chal Jayga


Almond Badam

Badam Khane Ke fayde in hindi ( Almond benefits in hindi )



1. Badam ( Almonds ) Me Bahut Matra Me Calsiam , Paya Jata hai Jiss Ki Wajaha Se Aapke Dat Or haddiya Bhaut Majbut hote hai is Liye Aapko rojana Badam ( Almond ) Khana Chahiye


2. Agar Aapko Cholesterol Ki Problem hai to Aap 3/4 Badam ( Almond ) Khaiye Agar Aap 3/4 Badam ( Almond ) Khate hai to Aapka Cholesterol Level Control Me rehta hai Or Saath hi Aapka Blood-sugar Bhi Control Me rehta hai


3. Agar Aap Niyamit Badam Ka Sevan Karte hai Yani Ki Agar Aap rojana Badam Khate hai to heart-Attack Ka Khatra Kafi Kam ho Jata hai Or Saath hi Dil Se Judi Anek Samasya O Ko Dur Karta hai


4. Pachan tantra Agar Aapka Pet thik Nahi rehraha hai to Aap Daily 3/4 Badam ( Almond ) Khaya Kare Kyu Ki is Me Mojud Ditifaiber Magnesium PH Level Or iron hamare Pet Ko Swasth rakhne Me Kafi Madat Milti hai


5. Agar Aapka Blood-pressure Bahut high rahta hai to Aapko Badam Yani Ki Almond Khana Chahiye Agar Aap Lagatar Badam Khate Aa rahe hai to Aapka Blood-pressure Control Me rahega


Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Badam Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka ( Badam Khane Ke fayde in hindi ) Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Badam Khaiye Or Swasth rahiye

Saturday, 23 June 2018

June 23, 2018

Karela Khane Ke fayde in Hindi ( bitter gourd benefits in Hindi )

bitter gourd Karela


Karela ( bitter gourd benefits ) Khane Ke Kai hai Kyu Ki Karele ( bitter gourd ) Me Bahut Saare Vitamins hote hai Karela ( bitter gourd ) Kadwa hota hai Feer Bhi Log Karela ( Bitter gourd ) Ko Bahut Pasand Karte hai Karela ( Bitter gourd ) Jitna Kadwa hota hai utne hi Uske fayde Bhi hai Karele Ki Sabji ( Bitter gourd Juice ) Or Juice Bhi piya Jata hai Karele Me ( Bitter gourd Vitamins ) Vitamins Bahut Matra Me Paye Jate hai Jaise Ki Vitamin A , Vitamin B , Vitamin C , protein , Calsiam , potentiam , Magnetiam , iron , Or Bhi Bahut Saare Vitamins Karela ( Bitter gourd ) Me paye Jate hai Agar Aapko Nahi Pata Ki Karela ( Bitter gourd benefits ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Karela ( Bitter gourd ) Khane Ke Saare faydo ( Benefits ) Ke baare Me pata Chal Jayga

Bitter gourd Karela

Karela Khane Ke fayde in Hindi ( Bitter gourd benefits in Hindi )



1. Karela ( Bitter Gourd ) Khun Ko Saaf Karta hai Or Khun Ko badhane Me Madat Karta hai


2. Karela ( Bitter Gourd ) Pachan Shakti Ko Badhata hai Or is Ki Wajaha Se Aapko Bhuk Lagti hai


3. Karela Thanda hota hai Or garmiyo Ke Mosam Me Karela Bahut fayde Mand hai Garmiyo Ke Mosam Me Bahut Saare Bimariyo Ko Dur Karne Me Karela ( Bitter Gourd ) Madat Karta hai


4. Karela ( Bitter Gourd benefits ) Se Sar dard Me Bhi Aaram Milta hai Karele ( Bitter Gourd ) Ki taji pattiyo Ko piss Kar Mathe par Lagane Se Sardard  Se Aapko Aaram Milta hai


5. ghutne Ke dard Ko Bhi Aaram dilata hai Karela ( bitter gourd ) Kachhe Karele Ko Aag Me Bhunkar Aag Me Bhun Ne Ke baad Aag Me Bhuna hua Karele Ko Masala Kar rui Me Lapet Kar ghutne Me Bandhne Se ghutne Ke dard Me Aaram Milta hai



Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Karela Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka ( Karela Khane Ke fayde in hindi ) Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Or Karela ( Bitter Gourd ) Khaiye Or Swasth rahiye tab tak ke liye "healthy foods hindi" Ko Visit Karte rahiye

Friday, 22 June 2018

June 22, 2018

Nimbu Pani Pine Ke fayde in hindi ( Lemon benefits in hindi )

Lemon Nimbu

Garmiyo Me hamare desh India Me Nimbu ( Lemon ) Pani Jyada Log  Pite hai Nimbu ( Lemon ) Pani Bahut Swadist hota hai Or Nimbu ( Lemon ) Pani hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Nimbu ( Lemon ) Pani Me Bahut Saare Vitamins hote hai Jo Ki hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Nimbu ( Lemon Vitamins ) Pani Me Vitamin C , Vitamin B 6 , Vitamin A , Vitamin E , Magnetiam , potentiam , Calsiam , Protein , Or Bhi Bahut Saare Vitamins Nimbu ( Lemon Vitamins ) Pani Me paye Jate hai Agar Aapko Nahi Pata Ki Nimbu ( Lemon benefits ) Pani Pine Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Nimbu Pani Pine Ke Saare faydo Ke Baare Me pata Chal Jayga

Lemon Nimbu

Nimbu Pani Pine Ke fayde in hindi ( Lemon benefits in hindi )



1. Nimbu ( Lemon benefits ) Pani Me Vitamin C , Antioxidant , Bahut Matra Me paye Jate hai Jiss Ki Wajaha Se Aapke twacha Ke Dag , bhabbe , Saaf ho Jate hai Or Saath hi Aapke twacha par Nikhar Aata hai


2. Nimbu ( Lemon ) Pani Aapke Muh Ki Durgandh Ko Dur Karne Me Bahut Madat Karta hai Or Saath hi Muh Ke Kitanuo Ko Dur Karta hai Nimbu Pani


3. rojana Subha Nimbu ( Lemon ) Pani Pine Se Aapke Sharir Me Pani Ki Kami Nahi Hoti hai Or tajgi Bani rehti hai


4. Pachan Kriya Or Wajan Ko Santulit Karta hai ( Nimbu Pani ) Nimbu ( Lemon ) Pani Me Kai tarha Ke Mineral hote hai Jaise Ki iron , Calsiam , potentiam , Magnetiam , Or Bhi Bahut Kuch paye Jate hai Nimbu ( Lemon ) Pani me


5. Agar Aapko Kabj Samasya hai to Nimbu ( Lemon benefits ) Pani Aapke Liye bahut fayde Mand hai rojana Subha garam Nimbu Pani Piye Or Kabj Ki Samasya Se Dur rahe


6. Kaha Jatta hai Ki Nimbu ( Lemon ) Pani Pine Se Canser Ka khatra Kam ho Jata hai Nimbu Pani Me Anti tyumar gun hota hai is Ki Wajaha Se Canser Ka khatra Kam ho Jata hai



Ab Aapko Pata Chal Jayga hai Ki ( Nimbu Pani Pine Ke Kya fayde hai ) Agar Aapka ( Nimbu Pani Pine Ke fayde in hindi ) Ke baare me Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Or Nimbu Pani Pijiye Or Swasth rahiye

Thursday, 21 June 2018

June 21, 2018

Santra Khane Ke fayde in hindi ( Orange benefits in hindi )

Orange Santra

Santra( Orange ) Khane Me Bahut Swadist fal ( fruit ) hai Santra ( Orange ) Me Bahut Saare Vitamins hai Jaise Ki Vitamin A , Vitamin B , Vitamin C , Calsiam , Magnetiam , potentiam , Or Bhi Kai Saare Vitamins Santre ( Orange ) Me Paye Jate hai Santra ( Orange benefits ) hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Santra hame Khana Chahiye Kyu Ki Santre Me Bahut Saare Vitamins hote hai Or Santra ( Orange ) Me Antioxidant Paya Jatta hai Agar Aapko Nahi Pata Ki Santra ( Orange benefits ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Santre Yani Ki Orange Khane Ke Saare faydo Ke Baare Me Aapko Pata Chal Jayga

Orange Santra

Santra Khane Ke fayde in hindi ( Orange benefits in hindi )



1. rojana Ek Santre ( Oranges ) Khane Se Vitamin C , Ki Kami Dur hoti hai Yani Ki Jitne Vitamin C , Ki Jarurat Hoti hai Utni Jaruta Puri ho Jati hai Or Vitamin C , hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai


2. Santra ( Orange ) Agar Aapka Blood-pressure Bahut high hota hai to Aapko rojana Santra ( Orange ) Khana Chahiye Kyu Ki Santra ( Orange ) Me Potentiam , Magnesium , hone Ke Wajaha Se Blood-pressure Ko Control Me Karta hai Or Sath hi Agar Aap Santre ( Oranges ) rojana Khate hai to Dil Se Judi Saari Samasya Dur ho Jati hai


3. Santre ( Oranges ) Me Bahut Saare Antioxidant hote Jo Ki Anek Prakar Ke Canser hone Se Bachata hai Jaise Ki Brest Canser , Colom Canser , brostest Canser in Saare Canser Se Santra ( Orange ) hame Bachata hai


4. Santra ( Orange ) hamare Overall immunity Ko badhata hai rojana Santra ( Orange ) Khane Se  hame Shardi , Jukaam Nahi ho pate hai


5. Santra ( Orange Dijestive ) hamare Dijestive System Ko Yani Pachan tantra Ko durusth Banata hai Or Bawasi hone par Santre ( Oranges Juice ) Ka Juice Pine Se Bahut fayda hota hai ulti Or gyas hone par Bhi Santra ( Oranges ) Bahut fayde Mand hai


6. Santra ( Orange bons ) hamare Haddiyo Ko Strong Or healthy banata hai



Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Santra ( Orange ) Khane Ke Kya fayde hai Agar ( Aapka Santra Orange Khane Ke fayde in hindi ) Ke related ke baare Me Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Or Santra ( Orang ) Khaiye Or Swasth rahiye

Wednesday, 20 June 2018

June 20, 2018

Anar Khane Ke fayde in hindi ( pomegranate benefits in hindi )

Pomegranate Anar

Anar ( pomegranate benefits ) Ke Kai fayde Aaj ham Janenge Anar Dikhne Me Bahut Lal Yani Ki ( red ) hota hai ye to ham Sabhi Jante hai Anar ( pomegranate ) hamere Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Anar ( pomegranate ) me Bahut Saare Vitamins hote hai Jo Ki hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Anar ( pomegranate ) me hone wale Vitamins , Faiber , potentiam , iron , protein , Calsiam , Or Bhi Bahut Kuch Anar ( Pomegranate ) Me hota hai Agar Aapko Nahi Pata Ki Anar benefits ( Pomegranate benefits ) Kya hai to Last tak is Article Ko Padhate rahiye Aapko Anar ( Pomegranate ) Khane Ke faydo Ke Baare Me Saari Jankari Mil Jaygi

Pomegranate Anar

Anar Khane Ke fayde in hindi ( Pomegranate benefits in hindi )



1. Anar (  pomegranate Benefits ) rojana Ek Anar ( Pomegranate ) Khane Se Khun Ki Kami Nahi Hoti hai Agar Aapko Khun Ki Kami hai to Aap Anar Kha Sakte hai Or Anaemia Se Koi Shikayat Nahi Hoti hai


2. Anar ( pomegranate ) Canser Se bachata hai rojana Ek Glass Anar ( pomegranate Juice ) Ka Juice Pine Se 50% Canser Ka Khatra Kam ho Jata hai


3. rojana Anar ( pomegranate juice ) Ka Juice Pine Se Blood-pressure Control Me rehata hai


4. Anar ( pomegranate ) Me Antibacterial gun hote hai Jo Ki Aapke Sharir Ko Bimariyo Se Ladne Me Madat Karti hai Or Saath hi Aapke Emyun System Ko Majbut Banati hai


5. Agar Aap Dhup Me Kam Karte hai to Aapko Anar Ka Juice Pina Chahiye Kyu Ki is Se Chahre Yani Ki face par Kale bhabbe Nahi Padenge Or Jin Ki Skin Oily hai Unko Anar Ka Juice Pina Chahiye Anar ( pomegranate ) Me paye Jane wale tel Ke tatwo Ke Wajaha Se Oily Skin Ki pareshani Dur Hoti hai


6. Agar Aapke Chehre par pimples hai to Usme Anar ( pomegranate juice ) Ka Juice Lagakar Sukhne dijiye Sukhne Ke thodi der Baad Usse dho Le Aisa Karne Se Aapke Chehre Se pimples Dur ho Jayenge


Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Anar ( Pomegranate benefits ) Ke fayde Kya hai Agar Aapka Koi Anar Khane Ke fayde in hindi ( pomegranate benefits in hindi ) Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai

Tuesday, 19 June 2018

June 19, 2018

Aam Khane Ke fayde in hindi ( Mango benefits in hindi )

Mango Aam

Aam ( Mango ) Bahut Swadist fal ( fruit ) hai Aam ( Mango )  Ko falo ( fruits ) Ka raja Kaha Jata hai ye to ham Sabhi Bachpan Se Sunte Aaye hai Garmiyo Me Aam ( Mango ) Khane Ka Maja hi Kuch Or hai ye to ham Sabhi Log Jante hai Or ye Bhi Jante hai Ki Aam ( Mango ) Ko Garmiyo Me Bahut Jyada Khaya Jata hai Aam ( Mango ) Budha , Bacha , har Ki See Ko Bahut Pasand hai to Chaliye ham Sabhi Jan Lete hai Ki is Aam ( Mango ) Ke Kya fayde ( benefits ) hai Aam ( Mango ) hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde Mand hai Agar Aapko Nahi Pata Ki Aam ( Mango ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Aam ( Mango ) Khane Ke Saare faydo Ke baare Me pata Chal Jayga

Mango Aam

Aam Khane Ke fayde in hindi ( Mango benefits in hindi )


1. Aakho Ke Liye bahut fayde Mand hai Aam ( Mango )  :  ham Sabhi Jante hai Ki har Ki See fal ( fruit ) Me Vitamins hote hai Aam ( Mango ) Me Bhi Vitamin A , Bahut Matra me hota hai Jo Ki Aakho Ke Liye bahut fayde Mand hai fayda ye hai Ki Aapke Aakho Ki roshni Bani rehti hai


2. Blood-pressure Ko Control Me Karta hai Aam ( Mango ) : Jin Logo Ka Blood-pressure high rehata hai Unhe Aam ( Mango ) Khana Chahiye Kyu Ki Aam ( Mango ) Me potentiam , Magnetiam , Bahut Matra me paya Jata hai


3. Canser hone Se Bachata hai Aam ( Mango ) : Antioxidant Colon cancer , lyukemiya Or prostate cancer Se Bachaw Me he Aam ( Mango ) fayde Mand Aam ( Mango ) Me kyuseting , Astrogalin Jesse Kai tatwa hote hai Jo Ki Canser Se Bachaw Karne me Madat Karte hai


4. Kamjori Ko Dur Karta hai Aam ( Mango ) : Aam ( Mango ) Me Vitamin A , hota hai Jisse Sharir Ko Bahut Anergy Milti hai Jisse Aap Kamjor Nahi rahte


5. Aam ( Mango ) Ka panna pine Ke ye hai fayde : Agar Aapko Bahut tej Dhup me bahar Jana hai to Aam ( Mango ) Panna Pikar Jaye Aam ( Mango ) Ka Panna pine Se Aapko garmi Nahi lagegi


6. twacha Ke Liye bahut fayde Mand hai Aam ( Mango ) : Aam ( Mango ) Me Vitamin C , hota hai Jo Ki hamare twacha Ke Liye fayde Mand hai Or Aam ( Mango ) Me Vitamin C , hone Se twacha gori Or Sunder Hoti hai




Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Aam ( Mango ) Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka ( Aam Khane Ke fayde in hindi ) Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Or Aam ( Mango ) Khaiye Or Swasth rahiye

Sunday, 17 June 2018

June 17, 2018

Tarbooj Khane Ke fayde in hindi ( Watermelon benefits in hindi )

Watermelon Tarbooj

Tarbooj Khane Ke fayde in hindi Ji Ha Aapne Sahi  Padha Aaj ham Janenge Ki Tarbooj ( Watermelon benefits ) Khane Ke Kya fayde hai Tarbooj ( Watermelon ) Garmiyo Me Jyada Khaye Jane Wala Fal Yani Fruit hai Tarbooj ( watermelon ) Me Pani Jyada Matra Me Paya Jatta hai Or Tarbooj ( Watermelon ) Khane Se hamare Sharir Ko Bahut Anergy Milti hai Tarbooj ( Watermelon ) Se hamare Sharir Ko Bahut Se Labh ( Benefits ) Milte hai Garmiyo Me Tarbooj ( Watermelon ) Khane Se hamare Sharir garmi Nahi Lagti Or Sharir Bahut Swasth rehata hai to Chaliye Jante hai Ki Tarbooj ( Watermelon benefits ) Khane Ke Kya fayde hai

Watermelon Tarbooj

Tarbooj Khane Ke fayde in hindi ( Watermelon benefits in hindi )


1. Tarbooj ( Watermelon ) Me ( Laikopin ) Paya Jatta hai Jo Ki hamare Skin Ko Jawa rakhne Me Madat Karta hai


2. Tarbooj ( Watermelon ) Ko rojana Khane Se Kabj Ki Samasya Dur ho Jatti hai Logo Ka Kahna hai Ki Sharir Me Khun Ki Kami ho to Tarbooj ( Watermelon ) Ka Juice Pine Se Khun Ki Kami Dur hottie hai


3. Tarbooj ( Watermelon ) Khane Se Wajan Kam hotta hai Tarbooj ( Watermelon ) Me Calorie Kam matra Me hottie hai Jisse Aap Daiting Kar Sakte hai to Tarbooj ( Watermelon ) Aapka Wajan Kam Karne Me Madat Karta hai


4. Tarbooj ( Watermelon ) Me Vitamin A , Vitamin C , Bahut Matra Me hottie hai Jo Ki Body immunity Ko Majbut Banata hai Or Vitamin A , Se Aapke Aakho Ko Bahut fayde Milte hai


5. Tarbooj ( Watermelon ) Ke Bij Ko Sukha Kar Khane Se Sharir Takatwar banta hai


6. Tarbooj ( Watermelon ) Me Antioxidant Paya Jatta hai Jo Dil Ki Bimari hone Se Bachata hai Or Saath Hi Cholesterol Ko Kam Karne Me Madat Karta hai


7. Tarbooj ( Watermelon ) Me Magnetiam , iron , Calsiam , potentiam , Or Bhi Bahut Kuch Paya Jatta hai Jo Ki Haddiyo Dayton Ke Liye Bahut fayde Mand hai


8. Tarbooj ( Watermelon ) Me Folic acid Bahut Matra Me paya Jatta hai Jo Ki hamare Ballo Ko Majbut Banata hai



Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Tarbooj ( Watermelon ) Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapko Tarbooj Khane Ke fayde in hindi Watermelon benefits in hindi Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai

Saturday, 16 June 2018

June 16, 2018

Pyaj Khane Ke fayde in Hindi ( Onion benefits in Hindi )

Pyaj Khane Ke fayde ( Onion benefits ) Pyaj ( Onion ) Khane Ke Kai fayde hai Pyaj ( Onion) hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde Mand hai Pyaj ( Onion ) Me Antioxidant hotte hai Pyaj ( Onion ) Ko ham Sabji Me Dalte hai Yani ki pakate hai Or Koi Koi Pyaj Ko Kacha Khate hai Pyaj Ko Kaise Bhi Khaye dono tarha Se fayde Mand hotta hai Pyaj ( Onion ) Me Vitamin C , Calsiam , potentiam , Sodium , Magnetiam , Or Bhi Bahut Kuch Pyaj Yani Ki ( Onion ) Me hotte hai Pyaj ( Onion ) Bahut Se Bimariyo Ko Dur Karta hai
to Chaliye Jante hai Ki Pyaj Yani Ki ( Onion ) Khane Ke Kya fayde hai

Onion Pyaj

Pyaj Khane Ke fayde in Hindi ( Onion benefits in Hindi )



1. Pyaj ( Onion ) Khane Ka Sabse pehala fayda Pyaj Me Vitamin C , he Or Bhi Kai Vitamins hotte hai is Ki Wajaha Se Sharir Ke rogo Se Ladne Me Madat Milti hai Or hamara Sharir Swasth rahata hai


2. Agar Aapko Shardi Jukaam rehata hai to Aap Kache Pyaj ( Onion ) Ka russ Nikal Ke Shahad ( honey ) Me MilaKar Din Me 2 baar Lijiye Or Lagataar Ek hapte Yani Ki Ek Week tak Lagataar Lene Se Aapki Khasi Jukaam Dur ho Jayga


3. Canser Cells Ko Pyaj Yani Ki ( Onion ) Badhane Me rokta hai Yani Ki Canser Cells Ko Badhne Nahi deta hai Agar Aap rojana pyaj ( Onion ) Khate hai to pet , fefde , Ka Canser Ka khatra Kam rehata hai


4. Kachha Pyaj ( Onion ) Aapko Anaemia Se bachata hai Jab Aap Pyaj ( Onion ) Ko Katte hai to Aapke Aakho Se Aasu Niklte hai uss Ka Kaaran Pyaj ( Onion ) Me paye Jane Wala Selfer Me Ek tel paya Jatta hai Jo Anaemia hone Se Aapko bachata hai Agar Aapko Anaemia hai to Aap Kachha Pyaj ( Onion ) Khaiye


5. Kachha Pyaj ( Onion ) Dil Ke Liye Bahut fayde Mand hai Jaisa Ki Aap Sabhi Jante hai high-blood pleasure Bahut Se Logo Ko hotta hai to Aise Me Pyaj ( Onion ) Blood-pressure Ko Control Me Karne Me Pyaj ( Onion ) bahut Sahayak banta hai Or Pyaj ( Onion ) Band Khun Ki Dhaniyo Ko Kholne Me Madat Karta hai is Se Aapko Dil Ka Khatra Kafi Kam ho Jatta hai


6. Kachha Pyaj ( Onion ) Cholesterol Ko Kam Karta hai Agar Aapka Cholesterol Bahut Badha hua rehata hai to Aap Kachha Pyaj ( onion ) Khaiye Kache Pyaj ( Onion ) Me Amino acid , Mithaylselfide , paya Jatta hai ye Sabhi Kharab Cholesterol Ko Kam Karta hai Or Achhe Cholesterol Ko badhata hai



Ab Aapko Patta Chal Gaya hai Ki Pyaj ( Onion ) Khane Ke Kya fayde hai pyaj ( Onion ) Khaiye Or Swasth rahiye Agar Aapka pyaj ( Onion ) Se related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte



Friday, 15 June 2018

June 15, 2018

Jamun Khane Ke fayde in hindi ( Jamun fruits benefits in hindi )

Jamun Khane Me Bahut Swadist hotta hai Or Jamun hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde Mand hai Jamun Me Bahut Matra Me Glucose Paya Jatta hai Or Jamun Me Madhumeh hone par Jamun Ka Guthali Ka Churn Banakar Sewan Ki Aa Jatta hai Jamun hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde Mand hai ye to ham Sabhi Jante Agar Aap Nahi Jante hai Ki Jamun Khane Ke Kya fayde hai to Last tak is Article Ko Padhate rahiye Aapko Jamun Khane Ke baare Me Saari Jankari Aapko Patta Chal Jaygi Ki Jamun Khane Ke Kya fayde Jamun fruits benefits

Jamun


  Jamun Khane Ke fayde in hindi ( Jamun fruits benefits in hindi )



1. Jamun Khane Se Pet Se Judi Saari Samasya Dur ho Jati hai Yani Ki Pachan Kriya Ke Liye Jamun Bahut fayde mand hotta hai


2. Daat Masudo Se Judi Saari Samasya Jamun Se Dur hotie hai Jamun Ke Bij Ko pis Lijiye Jamun Ke Bij Ko Pisne Ke baad is Se Jo Manjan banta hai Uss Se Manjan Karne Se Daat Swasth rahte hai


3. Jamun Diabetes Patients Ke Liye Achha Mana Jatta hai Jamun Me glaicomic index hotta hai ye Blood-Sugar Ke Level Ko Control Me rakhta hai Diabetes patients Ke Liye Jamun Ka Sewan Karna Bahut fayde Mand hotta hai


4. Jamun Me potations Ki Matra Bahut hottie hai Jo Ki high Blood-pressure Ke Logo Ke Liye Or heart Attack Ke Logo Ke Liye Jamun Bahut fayde Mand hai


5. Agar Aapke Haddiya Kamjor hai to Aap Jamun Kha Sakte hai Jamun Me Calsiam , potentiam , Vitamin C , iron , hotte hai is Se Aapki Haddiya Majbut Banti hai


6. Kaha Jatta hai Ki Jamun Ka Lagatar Sewan Karne Se Khun Ki Kami Dur hotti hai Or Khun Ki badhotri hotti hai Or Sharir Me Khun Ki Kami Nahi hotti hai


Ab Aapko Patta Chal Gaya hai Ki Jamun Khane Ke Kya fayde hai yani Ki Jamun Benefits Agar Aapka Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Jamun Khaiye Or Swasth rahiye

Wednesday, 13 June 2018

June 13, 2018

Gajar Khane Ke fayde in hindi ( Carrot Benefits in Hindi )

Carrot

Gajar ( Carrot Benefits ) Khane Ke Kai fayde hai Gajar ( Carrot ) hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde mand hai Gajar ( Carrot ) Me Vitamin C , Vitamin A , Antioxidant , Minerals , Or Bhi Bahut Saare fayde hai Gajar ( Carrot ) Khane Ke Gajar ( Carrot ) hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde mand hai Agar Aapko Nahi patta Ki Gajar ( Carrot benefits ) Khane Ke Kya fayde hai to Last tak is Article Ko Padhate rahiye Aapko Gajar ( Carrot ) Khane Ke Saare faydo Ke baare Me Aapko Pata Chal Jayga


Gajar Khane Ke fayde in hindi ( Carrot Benefits in hindi )



1. Gajar Khane Ka hamara Sabse pehala fayda Gajar ( Carrot Benefits ) Me Vitamin A Bahut Matra Me hotte hai Jo Ki hamari Aakho Ke Liye Bahut fayde mand hai to Aaj hi Se Gajar ( Carrot ) Khana Chalu Kardijiye Or Aakho Ko Ki Si Bhi problem Se Bachaiye


2. Kacha Gajar ( Carrot ) Khane Se Digestion problem Se related Koi Bhi problem Nahi hottie rojana 2 Gajar ( Carrot ) Khane Se Pet Ki Saari Samasya Thik hottie to hai Gajar ( Carrot ) Khaiye Or Swasth rahiye


3. Gajar ( Carrot Juice ) Ka Juice roj 2 Glass  Pine Se Dil Ki Kamjori ya phir Dil Ki Problem Nahi hottie hai


4. Kachi Gajar ( Carrot ) Khane Se Kai fayde hamare Sharir Ko Milte hai Gajar Ke Pattiyo Se Bhi fayde Milte hai Gajar ( Carrot ) Ke Pattiyo Me iron 6 Gina hotta hai Jo ki hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde mand hai


Ab Aapko Kuch Patta Chal Gaya hai Ki Gajar ( Carrot ) Khane Ke Kya Fayde hai to Gajar ( Corrot ) Khaiye Or Swasth rahiye Agar Aapka Kai Sawaal hai to Camments Kijiye

Monday, 11 June 2018

June 11, 2018

hari Mirch Khane Ke fayde in hindi ( Green Chilli Benefits in hindi )

hari Mirch hamare desh India Me Swaad Badhane Ke Liye Khaya Jata hai Mirch Kai Colour Ki hottie hai Jaise Ki Lal , hare Or Bhi Kuch Colour Ke Mirch hotte hai Hari Mirch ( Green Chilli ) Me Kai Saare Vitamin hotte hai Jaise Ki Vitamin A , Vitamin B6 , Potentiam , protein , iron , Bita Carotin , Carbohydrate , Or Bhi Bahut Kuch Hari Mirch ( Green Chilli ) Me hotte hai Aaj ham Jannege Ki Hari Mirch ( Green Chilli ) Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapko Nahi patta Ki Hari Mirch Yani ki Green Chilli Khane Ke Kya fayde hai to Last tak ye Article Padhate rahiye Aapko Hari Mirch ( Green Chilli ) Ke baare Me Saari Jankari Aapko Mil Jaygi

Green Chilli

Hari Mirch Khane Ke fayde in Hindi ( Green Chilli Benefits in hindi )



1. Hari Mirch ( Green Chilli ) Me Vitamin A hotta hai Jo Ki hamare Aakho Ke Liye fayde Mand hai Or twacha Yani Ki Skin Ke Liye fayde Mand hai

2. Aaj Ke Samay Me Bahut Pradusion fail Raha hai fefado Ka Cancer hone Ki Bahut Sambhawna hai Hari Mirch ( Green Chilli ) Yani Ki Green Chilli fefado Ke Cancer Ko Kam Karne Me Madat Kari hai

3. Hari Mirch ( Green Chilli ) Me Vitamin C , prayapt Matra Me hottie hai Jo Ki Vitamin C , dusre Vitamins Ko Sharir Me bhali prakar Awshoshit hone me madat karta hai Yani Ki hamare Sharir Ke Liye Hari Mirch ( Green Chilli ) Bahut fayde mand hai

4. Hari Mirch ( Green Chilli ) Me Vitamin C , Bahut Matra me hottie hai Jo Ki prakrutik pratirakshan Me Sudhar Karti Or Hari Mirch ( Green Chilli ) Aapko Bimariyo Se bachati hai

5. Hari Mirch ( Green Chilli )  Me faibar hotta hai Jo Ki Khana Pachane Me Madad Karta hai

6. Hari Mirch ( Green Chilli ) Me Anti-bacterial gun hotte is ki Wajaha Se Sharir Me bacterial Nahi ho patta Or imyun System Majbut rehata hai


Ab Aapko Patta Chal Gaya hai Ki Hari Mirch ( Green Chilli ) Khane Ke Kya fayde hai to Hari Mirch ( Green Chilli ) Khaiye Or Swasth rahiye Agar Aapka Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai


Sunday, 10 June 2018

June 10, 2018

Tomato Khane Ke fayde in hindi ( Tomato Benefits in hindi )

Tomato Konsi Bhi Sabji Me ham Dalte hai pakate hai Tomato Ki Chatni Bhi ham banate hai Tomato Ke Bahut fayde hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde mand hai India hamare Desh Me ham Tomato ko Sabji Me Dalte hai Konsi Bhi Sabji banane Ke Liye ham Tomato Ka use Karte hai Konsi Bhi Sabji Banane Ke Liye Tomato Ko Sabji Me Dalna Bahut Jaruri hai Tomato Dikhne Me Lal Or halka SA hare Colour Ka hotta hai Tomato Ke Kai fayde hai Agar Aapko Nahi patta ki Tomato Khane Ke Kya fayde hai To is Article Ko Last Tak padhate rahiye Aapko  Tomato Ke baare me Saari Jankari Mil Jaygi Tomato Me Bahut Saare Vitamins hotte hai Janne Ke Liye Last tak padhate rahiye

Tomato

Tomato Khane Ke fayde in hindi ( Tomato Benefits in hindi )


1. Tomato Ko rojana Khane Se Diabetes Me Aaram Milta hai Or Tomato Se Aakho Ki Soshni Badhti hai Skin Se Judi Kai Saare Samasya Me Bhi Tamato Asardar hai

2. Tomato Me Vitamin A , Khafi Matra Me hotta hai Jo Ki hamare Aakho Ke Liye Bahut fayde Mand hai

3. Agar Aapke Haddiyo Me dard hai to Aap roj Tomato Ka ras Piye is Se Aapke Haddiya Strong hojaygi kyu ki Tomato Me Vitamin K Or Calsiam hotta hai

4. Tomato Me Bahut Sara Pani Or Faiber hotta hai roj 2 Glass Tomato Ka Juice piye Tomato Wajan Kam Karne me Madat Karta hai

5. Tomato Me paye Jane Wala Vitamin C , hanikarak hormones Ko Badhne Me rokta hai Jiss Se Email System Strong Or healthy rehata hai

6. Tomato Me paye Jane Wala qmoric Asid Or kolornotik Asid Tomato Cigarette dhumra pan Se huye Aantrik Ko thik karta hai


Ab Aapko Patta Chal Gaya hai ki Tomato Khane Ke Kya fayde hai tomato khaiye Or Swasth rahiye Agar Aapka Koi Sawaal hai to Aap Comments Kijiye

Friday, 8 June 2018

June 08, 2018

Chiku Khane Ke fayde in hindi ( Chiku Benefits in Hindi )

Chiku Bahut Swadist hotta hai Or ham Sabhi Chiku Ko Khate hai Chiku Khane Me Mitha hotta hai Chiku har Mosam Me Aasaani Se Mil Jata hai Chiku Ko durse dekhne me Aalu Ki tarha dikhta hai Chiku me Vitamin C , Vitamin A , bharpur Matra Me Paya Jatta hai to Agar Aapko Chiku Khane Ke fayde Nahi patta to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Chiku Khane Ke Saare fayde Ke baare Me patta Chal Jayga

Chiku Khane Ke fayde in hindi ( Chiku Benefits in hindi )



1. Chiku Me Vitamin A Bahut Matra Me paya Jatta hai Jo Ki Aapke Aakho Ke Liye Bahut fayde mand hai Or Aapke Aakho Ki Samasya Dur hotti hai

2. Chiku Me Vitamin A , Bahut Matra Me paya Jatta hai Chiku Me Antioxidant , faibar Or Bhi Bahut Vitamins Chiku Me paye Jatta hai Jo ki Muh Ke Canser Se bachata hai

3. Jo Log roj Kasrat Karte hai Unhe Chiku Khana Chahiye Chiku Me glucose Achhi Matra me paya Jatta hai Jo ki Sharir Ko turant Urja pradan karta hai

4. Chiku Khane Se Hart problem Or blood Cancer Se Aaram Milta hai

5. Chiku Me Calsiam , iron Or Bhi Bahut Kuch Chiku me hotta hai in Saare tatwo Ke karaan Haddiya Majbut hotti hai

6. Agar Aapko Shardi Khasi ho Jati hai to Aap Chiku Kha Sakte hai Chiku Shardi ko Dur bhagata hai Chiku purani Khasi Me rahat deta hai

7. Chiku Me Vitamin E , paya Jatta hai Jo ki Aapki twacha ko nami pradan karta hai Chiku Ko roj Khane Se twacha Sundar ho Jati hai


Wednesday, 6 June 2018

June 06, 2018

Angoor Khane Ke fayde in hindi ( Benefits of Eating grapes in hindi )

Angoor ( grapes ) Ek Swadist foods hai Angoor Ko Kaha Bhi Or Kahi Bhi Aasaani Se Khaya Ja Sakta hai Angoor Khane Ke Kai fayde hotte hai Angoor ( grapes ) 2 tarha Ke hotte hai Ek halke green Colour Ke Or Kale Colour Ke hotte hai Angoor Se hi Kishmish Banai Jati hai Angoor ( grapes ) Me Vitamin C , Vitamin E , Faiber , hotta hai Angoor Khane Me Mitha hotta hai Angoor ( grapes ) Sharir Ke Liye Bahut fayde mand hotta hai Aagar Aapko Nahi patta ki Angoor ( grapes ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Angoor ( grapes ) Ke baare me Saari Jankari Mil Jaygi
grapes Angoor

Angoor Khane Ke fayde in hindi ( Benefits of Eating grapes in hindi )


1. Angoor ( grapes ) Me glucose , Magnesium , Saitrik Acid , Or Bhi Bahut Kuch hotta hai Agar Aapko Bimariya hai Jaise Ki TB , Canser Or blood- infarction to Aap Angoor ( grapes )  Kha Sakte hai Angoor Aapko Mukhya roop Se fayde mand hai


2. Agar Aapko Diabetes hai to Aap Angoor ( grapes ) khate hai to Aapke Sharir Ke Liye Angoor fayde mand hai Angoor ( grapes ) blood-sugar ko Kam karta hai Or iske Alawaa Angoor ( grapes ) Me iron Bhi hotte hai


3. Agar Aapko bhook Nahi Lagti hai to Aap Angoor ( grapes ) Kha Sakte hai Angoor ( grapes ) Khane Se Aapko Bhook Lagne Lagti hai


4. Khun Ki Kami Ko Dur Karne Ke liye Ek glass Angoor ( grapes ) Ke Juice Me Shahad ( honey )  Mila Kar pine Se Ki khun ki Kami Dur hotti hai


5. Angoor ( grapes ) Khane Se Dil Se Judi Bimariyo ke liye Angoor ( grapes ) Bahut fayde mand hai


Ab Aapko Patta Chal Gaya hai Ki Angoor ( grapes ) Khane Ke Kya fayde hai Angoor ( grapes ) khaiye Or Swasth rahiye Aagar Aapka koi Sawaal ho to Aap Comments Kijiye

Tuesday, 5 June 2018

June 05, 2018

Seb Khane Ke fayde in hindi ( Apple Eating Benefits in hindi )

Seb ( Apple ) Khane Me Bahut Testy hotta hai Or Seb ( Apple ) Kai Poshak Tatvo Se bhara hai Seb ( Apple ) hame Bimariyo Se Bachata hai Seb hamere Sharir Ko Swasth rakhta hai Scientific research Se Patta Chalan hai Seb Khane Se Cancer, Diabetes, Dil Ka Rog, Dimagi Bimari Aadi me Bhi Aaram Milta hai is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Seb ( Apple ) Ke baare Me Saari Jankari mil Jayegi to Chaliye Jante hai ki Seb ( Apple ) Khane Ke fayde Kya hai ( Apple Eating Benefits in hindi )


Apple

Seb Khane Ke fayde in hindi ( Eating Apple Benefits in hindi )


1. Seb ( Apple ) Me Bharpur Matra Me Vitamin A hotta hai Jisse Aapki Aakho ki roshni badhti hai Or Aakho Ke Anya Problem Se Chutkara Milta hai


2. Seb ( Apple ) Me Skin ko labh Pahuchane wale gun hotte hai Seb Badhti Umra Ke Asar ko Chupata hai


3. Seb ( Apple ) Agar Aap Din me 2 Se 4 Seb ( Apple )  khate hai to Seb Purre Din Ki iron Ki Jarrurato ko purra karta hai Agar Aapko Anomia Jaisi Bimari hai to Seb Anomia Jaisi Bimari Ka upchar karta hai


4. Seb ( Apple ) Me Kafii Faiber hotta hai Jisse Aapke Dayton ko Sehat mand rakhata hai


5. Seb ( Apple ) Kidney stone ko banne Se rokta hai Kyu ki Seb ( Apple ) me Saider winijer Achhi Matra me hotta hai


6. Kai Swasth problem ki Wajaha Motape ko Mana Jatta hai Jaise ki high blood pressure, Diabetes , Jaisi Bimariya Jyada Wajan Badhne Ke kaaran hotti hai Seb ( Apple ) Me faiber high quality Ka paya jatta hai Jo ki Wajan Kam Karne me madad Milti hai


7. Seb ( Apple) Me Vitamin A Santulit Matra me hotta hai Seb Me Loha Or Boron paya Jatta hai in Sabhi Combination Se haddiyo me takat Aati hai


8. Seb ( Apple ) Me paye Jane Walla pectin Sharir me Galacturonic Acid ki Kami ko purra karta hai Or insulin Ke upyog ko Kam karta hai Jisse Diabetes Ke marij ko Bahut Aaram Milta hai


Ki See Bhi Se Seb Yani Apple Ke istemal Karte samay Aapko Dyan denna hai Jo Bhi Aap Khane ja rahe hai ho taja ho Or Seb Ke biz ko fake dena Chahiye kyu ki yeh Swasth Ke liye Nuksaan hotte hai Ab Aapko Patta Chal Gaya hai ki Seb ( Apple ) Khane Ke Kya fayde hai to rojana kahiye Seb  Or swasth rahiye tab tak Ke liye "healthy foods hindi" Ke saath bane rahiye

Monday, 4 June 2018

June 04, 2018

Kela Khane Ke fayde in hindi ( Banana Eating Benefits in hindi )

Kela 1 gunkari fal ( Food ) hai Our kela hame 12 Mahine Milta hai Kela Swadist ( Testy ) fal hai Kya Aapko Patta hai Kela ( Banana ) khane Ke Kya fayde hai Kela khane Se hamare Sharrir ko Bahut fayda hotta hai ( Banana ) Agar Aapko Nahi pata Kela khane ke fayde Kya hai to is Article ko Padhate rahiye Aapko Kele ke baare me Saari Jankari mil Jayegi

Banana

Kela Khane Ke fayde in hindi ( Banana Eating Benefits in hindi )


1. Kela Khane Se tanav Kam hotta hai

2. Kela Khane Se Aapke Aakho Ki roshni Badhti hai

3. Agar Aapko Kidney Canser hai to Kela Kidney Canser Se bachata hai 

4. Agar Aap Kela Khate hai to Kela Diabatias ko Niyantrit Karne me Sahayak hai

5. Kela Khane Se Dimag Jyada Furti Se Kam karta hai


Kela Or Doodh Khane Ke fayde ( Benefits eating banana with milk in Hindi )


1. Workout Ke baad Kela Jaroor Khana Chahiye Kela ( banana ) Khane Se Aapko Anergy Milti hai.

2. Kela Our Doodh Khane Se Sharrir Me Vitamin , Faibar , protian , Or Bhi Bahut Vitamin milte hai Kela khane Se Jaise Ki Aap Bahut Duble patle logo Ke Liye Kela Dudh Achcha hai.

3. Exercise Ke baad Kela Dudh Khana Chahiye is Se Urja Milti hai Saath hi Maaspeshiaa Majbut hotih hai.

4. Kela Our Doodh Khane Se Chehre Me Nikhar Aati hai Sundar ta badhti hai

5. Kela Doodh Khane Se Dayton Ki Safedi Badhti hai.


Ab Aapko Patta Chal Gaya hai ki Kela ( Banana ) Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka Kela ( Banana ) Ke baare Me Koi Sawaal hai to Vo Aap Comments Kar Sakte hai to Kela Khaiye Or Swasth rahiye tab tak Ke liye "healthy foods hindi" Ko Visit Karte rahiye


June 04, 2018

Nariyal Pani Pine Ke 7 fayde in hindi

Nariyal Pani Bahut Swadist Pani hai Nariyal pani har ki see ko Pasand hai pure Duniya me Budha Bachha har koi Nariyal Pani pita hai Kya Aapko Patta hai Nariyal Pani Pine Ke fayde Kya hai Nahi patta to is Article ko last tak padhate rahiye Aapko Nariya Pani Pine Ke Saare fayde ke Baare me Aapko is Article me patta Chal Jayaga


Nariyal Pani Kab pina Chahiye in hindi

Nariyal pani Subha Ke Samay Pina chahiye Nariyal Pani Subha Pina fayde mand hai Aagar Aap Subha ke samay Nariyal Pani pitte hai to Nariyal Pani Aapke Sharrir ko Dinbhar Urjawan Banaye rakhta hai

Nariyal Pani Pine Ke 7 fayde

1. Nariyal Pani Pine Se Sharrir me Pani ki Kami Nahi hotti Sharrir me Pani ki Kami hone par Diaria ho Jane par , ulti hone par Nariyal ka Pani Pina fayde mand raheta hai

2. High Blood pressure Ko Niyantrit Karne ke liye Nariyal pani Ka istemal Kia Jata hai Nariyal Pani Me Mojud Vitamin C , potentiam Our Magnetiam Blood-pressure ko Niyantrit rakhane me Sahayak hotta hai Our highpertention ko bhi Niyantrit Karne me Sahayak hotta hai

3. Aagar Aap Vajan ghatana Chahate hai to 1 baar Nariyal Pani Ka Bhi istemal Karke Dekhiye

4. Hangover Se Chutkara pane ke liye Nariyal ka Pani Achcha upay hai

5. Aagar Aap Nariyal Ka Pani baar-baar pite hai to Sharrir ki Jalan Shant ho jati hai

6. Nariyal Ka Pani Pine Se Bukhar Kam ho Jatta hai

7. Nariyal Pani Pine Se Garmiyo ke mosam me lagbhag 100 milimitar Nariyal Ka pani Din me Kai baar pine Se Nak Se Khun Bahne Ka Rog Nahi hotta hai