healthy foods hindi, Ek fruits information Website hai is Website Me Aapko Fruits Ke baare Me Bataya Jata hai Ki fruits Ke Benefits Kya hai

Articles

Friday, 8 June 2018

Chiku Khane Ke fayde in hindi ( Chiku Benefits in Hindi )

Chiku Bahut Swadist hotta hai Or ham Sabhi Chiku Ko Khate hai Chiku Khane Me Mitha hotta hai Chiku har Mosam Me Aasaani Se Mil Jata hai Chiku Ko durse dekhne me Aalu Ki tarha dikhta hai Chiku me Vitamin C , Vitamin A , bharpur Matra Me Paya Jatta hai to Agar Aapko Chiku Khane Ke fayde Nahi patta to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Chiku Khane Ke Saare fayde Ke baare Me patta Chal Jayga

Chiku Khane Ke fayde in hindi ( Chiku Benefits in hindi )



1. Chiku Me Vitamin A Bahut Matra Me paya Jatta hai Jo Ki Aapke Aakho Ke Liye Bahut fayde mand hai Or Aapke Aakho Ki Samasya Dur hotti hai

2. Chiku Me Vitamin A , Bahut Matra Me paya Jatta hai Chiku Me Antioxidant , faibar Or Bhi Bahut Vitamins Chiku Me paye Jatta hai Jo ki Muh Ke Canser Se bachata hai

3. Jo Log roj Kasrat Karte hai Unhe Chiku Khana Chahiye Chiku Me glucose Achhi Matra me paya Jatta hai Jo ki Sharir Ko turant Urja pradan karta hai

4. Chiku Khane Se Hart problem Or blood Cancer Se Aaram Milta hai

5. Chiku Me Calsiam , iron Or Bhi Bahut Kuch Chiku me hotta hai in Saare tatwo Ke karaan Haddiya Majbut hotti hai

6. Agar Aapko Shardi Khasi ho Jati hai to Aap Chiku Kha Sakte hai Chiku Shardi ko Dur bhagata hai Chiku purani Khasi Me rahat deta hai

7. Chiku Me Vitamin E , paya Jatta hai Jo ki Aapki twacha ko nami pradan karta hai Chiku Ko roj Khane Se twacha Sundar ho Jati hai


2 comments:

  1. चीकू खाने के फायदे वैसे तो ढेरों हैं लेकिन आँखों के लिए चीकू किसी वरदान से कम नहीं है. इसमें भारी मात्रा में विटामिन ए पाया जाता है जोकि बुढ़ापे में होने वाली आँखों की समस्या को दूर करता है और नजर कम होने से बचाता है.

    ReplyDelete