healthy foods hindi, Ek fruits information Website hai is Website Me Aapko Fruits Ke baare Me Bataya Jata hai Ki fruits Ke Benefits Kya hai

Articles

Thursday, 21 June 2018

Santra Khane Ke fayde in hindi ( Orange benefits in hindi )

Orange Santra

Santra( Orange ) Khane Me Bahut Swadist fal ( fruit ) hai Santra ( Orange ) Me Bahut Saare Vitamins hai Jaise Ki Vitamin A , Vitamin B , Vitamin C , Calsiam , Magnetiam , potentiam , Or Bhi Kai Saare Vitamins Santre ( Orange ) Me Paye Jate hai Santra ( Orange benefits ) hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Santra hame Khana Chahiye Kyu Ki Santre Me Bahut Saare Vitamins hote hai Or Santra ( Orange ) Me Antioxidant Paya Jatta hai Agar Aapko Nahi Pata Ki Santra ( Orange benefits ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Santre Yani Ki Orange Khane Ke Saare faydo Ke Baare Me Aapko Pata Chal Jayga

Orange Santra

Santra Khane Ke fayde in hindi ( Orange benefits in hindi )



1. rojana Ek Santre ( Oranges ) Khane Se Vitamin C , Ki Kami Dur hoti hai Yani Ki Jitne Vitamin C , Ki Jarurat Hoti hai Utni Jaruta Puri ho Jati hai Or Vitamin C , hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai


2. Santra ( Orange ) Agar Aapka Blood-pressure Bahut high hota hai to Aapko rojana Santra ( Orange ) Khana Chahiye Kyu Ki Santra ( Orange ) Me Potentiam , Magnesium , hone Ke Wajaha Se Blood-pressure Ko Control Me Karta hai Or Sath hi Agar Aap Santre ( Oranges ) rojana Khate hai to Dil Se Judi Saari Samasya Dur ho Jati hai


3. Santre ( Oranges ) Me Bahut Saare Antioxidant hote Jo Ki Anek Prakar Ke Canser hone Se Bachata hai Jaise Ki Brest Canser , Colom Canser , brostest Canser in Saare Canser Se Santra ( Orange ) hame Bachata hai


4. Santra ( Orange ) hamare Overall immunity Ko badhata hai rojana Santra ( Orange ) Khane Se  hame Shardi , Jukaam Nahi ho pate hai


5. Santra ( Orange Dijestive ) hamare Dijestive System Ko Yani Pachan tantra Ko durusth Banata hai Or Bawasi hone par Santre ( Oranges Juice ) Ka Juice Pine Se Bahut fayda hota hai ulti Or gyas hone par Bhi Santra ( Oranges ) Bahut fayde Mand hai


6. Santra ( Orange bons ) hamare Haddiyo Ko Strong Or healthy banata hai



Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Santra ( Orange ) Khane Ke Kya fayde hai Agar ( Aapka Santra Orange Khane Ke fayde in hindi ) Ke related ke baare Me Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Or Santra ( Orang ) Khaiye Or Swasth rahiye

1 comment: