healthy foods hindi, Ek fruits information Website hai is Website Me Aapko Fruits Ke baare Me Bataya Jata hai Ki fruits Ke Benefits Kya hai

Articles

Tuesday, 19 June 2018

Aam Khane Ke fayde in hindi ( Mango benefits in hindi )

Mango Aam

Aam ( Mango ) Bahut Swadist fal ( fruit ) hai Aam ( Mango )  Ko falo ( fruits ) Ka raja Kaha Jata hai ye to ham Sabhi Bachpan Se Sunte Aaye hai Garmiyo Me Aam ( Mango ) Khane Ka Maja hi Kuch Or hai ye to ham Sabhi Log Jante hai Or ye Bhi Jante hai Ki Aam ( Mango ) Ko Garmiyo Me Bahut Jyada Khaya Jata hai Aam ( Mango ) Budha , Bacha , har Ki See Ko Bahut Pasand hai to Chaliye ham Sabhi Jan Lete hai Ki is Aam ( Mango ) Ke Kya fayde ( benefits ) hai Aam ( Mango ) hamare Sharir Ke Liye Bahut fayde Mand hai Agar Aapko Nahi Pata Ki Aam ( Mango ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Aam ( Mango ) Khane Ke Saare faydo Ke baare Me pata Chal Jayga

Mango Aam

Aam Khane Ke fayde in hindi ( Mango benefits in hindi )


1. Aakho Ke Liye bahut fayde Mand hai Aam ( Mango )  :  ham Sabhi Jante hai Ki har Ki See fal ( fruit ) Me Vitamins hote hai Aam ( Mango ) Me Bhi Vitamin A , Bahut Matra me hota hai Jo Ki Aakho Ke Liye bahut fayde Mand hai fayda ye hai Ki Aapke Aakho Ki roshni Bani rehti hai


2. Blood-pressure Ko Control Me Karta hai Aam ( Mango ) : Jin Logo Ka Blood-pressure high rehata hai Unhe Aam ( Mango ) Khana Chahiye Kyu Ki Aam ( Mango ) Me potentiam , Magnetiam , Bahut Matra me paya Jata hai


3. Canser hone Se Bachata hai Aam ( Mango ) : Antioxidant Colon cancer , lyukemiya Or prostate cancer Se Bachaw Me he Aam ( Mango ) fayde Mand Aam ( Mango ) Me kyuseting , Astrogalin Jesse Kai tatwa hote hai Jo Ki Canser Se Bachaw Karne me Madat Karte hai


4. Kamjori Ko Dur Karta hai Aam ( Mango ) : Aam ( Mango ) Me Vitamin A , hota hai Jisse Sharir Ko Bahut Anergy Milti hai Jisse Aap Kamjor Nahi rahte


5. Aam ( Mango ) Ka panna pine Ke ye hai fayde : Agar Aapko Bahut tej Dhup me bahar Jana hai to Aam ( Mango ) Panna Pikar Jaye Aam ( Mango ) Ka Panna pine Se Aapko garmi Nahi lagegi


6. twacha Ke Liye bahut fayde Mand hai Aam ( Mango ) : Aam ( Mango ) Me Vitamin C , hota hai Jo Ki hamare twacha Ke Liye fayde Mand hai Or Aam ( Mango ) Me Vitamin C , hone Se twacha gori Or Sunder Hoti hai




Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Aam ( Mango ) Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka ( Aam Khane Ke fayde in hindi ) Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Or Aam ( Mango ) Khaiye Or Swasth rahiye

No comments:

Post a Comment