healthy foods hindi, Ek fruits information Website hai is Website Me Aapko Fruits Ke baare Me Bataya Jata hai Ki fruits Ke Benefits Kya hai

Articles

Sunday, 24 June 2018

Badam Khane Ke fayde in hindi ( Almond benefits in hindi )

Almond Badam

Badam Khane Ke fayde Aapne Jarur Suna hai Ki Badam ( Almond ) hamare Dimag Ko tej Karne Me Bahut Madat Karta hai Badam ( Almond ) har Ki Si Ko Pasand Badam ( Almond ) Ko Pani Me Bhigo Ke Khaya Jata hai Badam ( Almond Vitamins ) Me Bahut Saare Vitamins Paye Jate hai Jo Ki hamare Sharir Ke Liye bahut fayde Mand hai Badam ( Almond Vitamins ) Me Paye Jane Wale Vitamins Jaise Ki Vitamin E , Vitamin B , Protein , Calsiam , Potentiam , Faiber , iron , Or Bhi Bahut Saare Vitamins Badam ( Almonds Vitamins ) Me Paye Jate hai Bache , Budhe har Koi Badam ( Almonds ) Ko Khate hai Or Badam ( Almond ) Sabki Pasand Ban Chuki hai Agar Aapko Nahi Pata hai Ki Badam ( Almond benefits ) Khane Ke Kya fayde hai to is Article Ko Last tak padhate rahiye Aapko Badam ( Almond benefits ) Khane Ke Saare faydo Ke Baare Me pata Chal Jayga


Almond Badam

Badam Khane Ke fayde in hindi ( Almond benefits in hindi )



1. Badam ( Almonds ) Me Bahut Matra Me Calsiam , Paya Jata hai Jiss Ki Wajaha Se Aapke Dat Or haddiya Bhaut Majbut hote hai is Liye Aapko rojana Badam ( Almond ) Khana Chahiye


2. Agar Aapko Cholesterol Ki Problem hai to Aap 3/4 Badam ( Almond ) Khaiye Agar Aap 3/4 Badam ( Almond ) Khate hai to Aapka Cholesterol Level Control Me rehta hai Or Saath hi Aapka Blood-sugar Bhi Control Me rehta hai


3. Agar Aap Niyamit Badam Ka Sevan Karte hai Yani Ki Agar Aap rojana Badam Khate hai to heart-Attack Ka Khatra Kafi Kam ho Jata hai Or Saath hi Dil Se Judi Anek Samasya O Ko Dur Karta hai


4. Pachan tantra Agar Aapka Pet thik Nahi rehraha hai to Aap Daily 3/4 Badam ( Almond ) Khaya Kare Kyu Ki is Me Mojud Ditifaiber Magnesium PH Level Or iron hamare Pet Ko Swasth rakhne Me Kafi Madat Milti hai


5. Agar Aapka Blood-pressure Bahut high rahta hai to Aapko Badam Yani Ki Almond Khana Chahiye Agar Aap Lagatar Badam Khate Aa rahe hai to Aapka Blood-pressure Control Me rahega


Ab Aapko Pata Chal Gaya hai Ki Badam Khane Ke Kya fayde hai Agar Aapka ( Badam Khane Ke fayde in hindi ) Ke related Koi Sawaal hai to Aap Comments Kar Sakte hai Badam Khaiye Or Swasth rahiye

No comments:

Post a Comment